Roman script

yeh ajuba hua kaisa kamal, jit gaye sab aur ho gaye malamal 

yeh ajuba hua kaisa kamal, jit gaye sab aur ho gaye malamal 

dekh tere yeh ganv kee halat kya ho gai bhagwan

rukhee sukhee khate the woh bant rahe pakwan

bar bar na aaye mauka, jordar mara hai chauka

khabardar jo kisee ne roka, kar denge halal

malamal weekly yeh hai malamal weekly ka kamal

dil divana hua hai bekarar

abb chahe ruthe duneeya karna hai tujhse pyar

dil divana hua hai bekarar

abb chahe ruthe duneeya karna hai tujhse pyar

badla badla yeh mausam dekho badle badle arman

pyar me jina pyar me marna kasam lee hai meree jan

jan gai jo duneeya saree pyar kiya nahee choree choree

dil diya abb jan bhee haree bigda meraa hal

yeh ajuba hua kaisa kamal, jit gaye sab aur ho gaye malamal

dekh tere yeh ganv kee halat kya ho gai bhagwan

rukhee sukhee khate the woh bant rahe pakwan

boond boond pani ke pyase, dhum dhum abb cold drink pite

ghum ghum jo bhik mange, ho gaye malamal

Explore this song