Roman script

maala maala maala maala 

maala maala maala maala 

ye ajooba huwa kaisa kamaal 

jeet gaye sab aur ho gayi malamaal

ye ajooba huwa kaisa kamaal 

jeet gaye sab aur ho gayi malamaal

dekh tere ye gaav ki haalat kya ho gayi bhagwan

rukhi sukhi khaate the sab aaj huye balwan 

baar baar naa aaye mauka chor daar maara hai chauka 

khabardaar jo kisine toka kar denge 

malamaal 

ye hai malamaal takdeer ka kamaal

dil deewana huwa hai bekraar 

ab chaahe ruthe duniya karna hai tujhse pyar  

dil deewana huwa hai bekraar badle badle armaan

pyar mein jeena pyar mein marna kasam li hai meri jaan

jan gayi jo duniya saari pyar kiya nahi chori chori 

dil diya abhi jaan bhi vaari bhighda mera haal 

ye ajooba huwa kaisa kamaal 

jeet gaye sab aur ho gayi malamaal

ye ajooba huwa kaisa kamaal  

jeet gaye sab aur ho gayi malamaal

dekh tere ye gaav ki haalat kya ho gayi bhagwan

rukhi sukhi khaate the sab aaj huye balwan 

bund bund paani ke pyase jhum jhum ab cold drink peete

ghum ghum  jo bhik maange ho gaye malamaal

malamaal

Explore this song