Roman script

ye aasmaan jhuka jhuka hua

ye mera dil gaya gaya hua

kabhi koi mujhse puchh le, tujhe hain kya hua 

kya hua, kya hua

ye aasmaan jhuka jhuka hua

hawa ke saath ghum ke chalo

aasma ko chum ke chalo

haseen mast mast ye sama

hai chand bhi khila khila hua

kabhi koi mujhse puchh le, tujhe hain kya hua 

kya hua, kya hua

ye aasmaan jhuka jhuka hua

nayi nayi si raah par mujhe

milega koi hamsfar mujhe

main bekhabar hun har kdam mera

sambhal sambhal gira giar hua

kabhi koi mujhse puchh le, tujhe hain kya hua 

kya hua, kya hua

ye aasmaan jhuka jhuka hua

kabhi kahin se aayega koi

naseb jagmagayega koi

dhadak dhadak ke dil ye keh raha

wo dil mein hai basa, basa hua

kabhi koi mujhse puchh le, tujhe hain kya hua 

kya hua, kya hua

ye aasmaan jhuka jhuka hua

ye mera dil gaya gaya hua

kabhi koi mujhse puchh le, tujhe hain kya hua 

kya hua kya hua

ye aasmaan jhuka jhuka hua

Explore this song