Roman script

ye jubaan hamse si nahi jaati 
zindagi hain ki ji nahi jaati 
zindagi hain ki ji nahi jaati 
ye jubaan hamse si nahi jaati 
ye jubaan 
ek aadat si
ek aadat si ban gayi hain tu
ek aadat si ban gayi hain tu 
aur aadat ye kabhi nahi jaati 
zindagi hain ki ji nahi jaati 
ye jubaan hamse si nahi jaati 
ye jubaan 
dekhiye ye 
dekhiye us taraf ujaala hain 
dekhiye us taraf ujaala hain 
jis taraf roshni nahi jaati
zindagi hain ki ji nahi jaati 
zindagi hain ki ji nahi jaati 
ye jubaan hamse si nahi jaati

Song details

Song video

Watch on YouTube