Roman script

ye zindagi ka mausam or ye sama suhana

aao yahin banale dum bhar ko aashiyana

ye zindagi ka mausam or ye sama suhana

aao yahi banale dum bhar ko aashiyana

ye zindagi ka mausam 

ye jhumti bahare ye pyar ke najare

ye jhumti bahare ye pyar ke najare

ji chahta hai is dum koi hume pukare

ji chahta hai is dum koi hume pukare

koi hume pukare

is anjuman me aake dil ho gaya diwana

ye zindagi ka mausam or ye sama suhana

aao yahi banale dum bhar ko aashiyana

ye zindagi ka mausam 

najre bahak rahi hai jalwe nikhar rahe hain

najre bahak rahi hai jalwe nikhar rahe hain

didar karne wale didar kar rahe hain

didar karne wale didar kar rahe hain

didar kar rahe hain

najre kahin hain katil or kahin pe hai nishana

ye zindagi ka mausam or ye sama suhana

aao yahin banale dum bhar ko aashiyana

ye zindagi ka mausam

Explore this song