Roman script

ye zindagi ye zindagi hai ek safar 

ye zindagi hai ek safar 

kabhi idhar kabhi udhar

jab talak hai dam me dam

karo na gum chale chalo chale chalo

ye zindagi hai ek safar ye zindagi hai ek safar 

agar hai dil ki arzu sulagna hoga aag se

agar hai dil ki arzu sulagna hoga aag se

khushi ki jo talaash hai uthalo gam bhi pyar se 

sitam na hai chupe karam kaho sitam 

chale chalo chale chalo

sitam na hai chupe karam kaho sitam 

chale chalo chale chalo

ye zindagi hai ek safar ye zindagi hai ek safar 

hawa ki tarah hai jindagi hai har ghadi 

rawa rawa ho rawa rawa

hawa ki tarah hai jindagi hai har ghadi 

rawa rawa ho rawa rawa

hai rukna nam maut ka ruke to jindagi kaha

jaha talak uthe kadam kadam kadam 

chale chalo chale chalo

jaha talak uthe kadam kadam kadam 

chale chalo chale chalo

ye zindagi hai ek safar ye zindagi hai ek safar 

kabhi idhar kabhi udhar jab talak hai dam me dam

karo na gum chale chalo chale chalo

ye zindagi ye zindagi

Explore this song