Roman script
ikke ko badsha ne mara badsha jo begam se hara aur gulam qismat ka mara bechara ye zindagi hai ek jua kabhi jit bhi kabhi har bhi yahan dushmano ki bhid me ja mil jayenge tujhe yar bhi tu khelta ja khelta ja baziyo pe baziya tu khelta ja khelta ja baziyo pe baziya, baziya ye zindagi hai ek jua kabhi jit bhi kabhi har bhi yahan dushmano ki bhid me ja mil jayenge tujhe yar bhi ek bazi tune jiti ek bazi maine hari ek bazi maine jiti ek bazi tune hari kaun jita kaun hara ye hai kissa bad ka ye zindagi hai ek jua kabhi jit bhi kabhi har bhi yahan dushmano ki bhid me ja mil jayenge tujhe yar bhi jab talak hai band mutthi hai vo hai pyare lakh ki aur jaise hi khuli ho jayegi vo khaq ki lakh kya aur khaq kya ye hai kissa bad ka ye zindagi hai ek jua kabhi jit bhi kabhi har bhi yahan dushmano ki bhid me ja mil jayenge tujhe yar bhi ye zamana mujhse hai mai zamane se nahi har fasana mujhse hai mai fasane se nahi ek din zalim jaha meri dasta dohrayega ye zindagi hai ek jua kabhi jit bhi kabhi har bhi yaha dushmano ki bhid me ja mil jayenge tujhe yar bhi tu khelta ja khelta ja baziyo pe baziya tu khelta ja khelta ja baziyo pe baziya, baziya ye zindagi hai ek jua kabhi jit bhi kabhi har bhi yaha dushmano ki bhid me ja mil jayenge tujhe yar bhi
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Zindagi Ek Juaa (1992)
- Composer: Bappi Lahiri
- Lyricist: Prakash Mehra
- Actor: Anil Kapoor
- Actor: Madhuri Dixit
- Actor: Suresh Oberoi
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Asha Lata
- Actor: Mangal Dhillon
- Actor: Anant Jog
- Actor: Bharat Kapoor
- Actor: Asha Sharma
- Actor: Swapna
- Actor: Sunil Rege
Song video
actor: Anil Kapoor, Madhuri Dixit