Roman script

ye zindagi  hai do char din ki

ye zindagi  hai do char din ki

do char din me har ek baat kar lo

ye zindagi  hai do char din ki

do char din me har ek baat kar lo

kal ki khabar kya milna hai to fir

kal ki khabar kya milna hai to fir

tum aaj hi mulakat kar lo

ye zindagi  hai do char din ki

dil me na rah jaye ye dil ki baate

dil me na rah jaye ye dil ki baate

thode se din hai thodi si rate

thode se din hai thodi si rate

o dosto mauj din raat kar lo

ye zindagi  hai do char din ki

do char din me har ek baat kar lo

ye zindagi  hai do char din ki

aao tumhe mai dil me basa lu

aao tumhe mai dil me basa lu

koi kasam mai sar pe utha lu

koi kasam mai sar pe utha lu

wada koi tum mere sath kar lo

kal ki khabar kya milna hai to fir

tum aaj hi mulakat kar lo

ye zindagi  hai do char din ki

Explore this song