Roman script

ye jindagi hai chaar din ki pyar karke dekhle 
ek bar humpe tu itbar karke dekh le

dil ki duniya me aaja mere dildar
teri raho me bichha du khushiya hajar 
sara jag bhul ke aa karle tu pyar pyar pyar 
ye jindagi hai chaar din ki pyar karke dekhle 
ek bar humpe tu itbar karke dekh le 
ye jindagi hai chaar din ki pyar karke dekhle 
julfo ki khushbu me tu kho ja re sanam
apna banake mera hoja re sanam
dil ki dhadkan se saiya chhed de re tar tar tar
ye jindagi hai chaar din ki pyar karke dekhle 
ek bar humpe tu itbar karke dekh le
ye jindagi hai chaar din ki pyar karke dekhle 
pina hai to aake meri aankho se pi
jina hai to aake meri baho me ji
arj hai meri tumse rasiya ye bar bar bar
ye jindagi hai chaar din ki pyar karke dekhle 
ek bar humpe tu itbar karke dekh le
ye jindagi hai chaar din ki pyar karke dekhle

Song details

Song video

Watch on YouTube