Roman script

ye zindagi bhi kya hai 
jaise kisi bhule hue julam ki saza hai 
ye zindagi bhi kya hai 
jaise kisi bhule hue julam ki saza hai
ye zindagi bhi kya hai 
sahmi hui sanso ki bejan sadaye hai 
badhta hua tufan or tej hawaye hai 
deep jal raha hai 
ye zindagi bhi kya hai
jaise kisi bhule hue julam ki saza hai 
ye zindagi bhi kya hai 
is dor me jina to 
har haal me mushkil hai
insan ki majburi insan ki khatir hai
maut bhi ek dua hai 
ye zindagi bhi kya hai
jaise kisi bhule hue julam ki saza hai 
ye zindagi bhi kya hai 
ye zindagi bhi kya hai
jaise kisi bhule hue julam ki saza hai 
ye zindagi bhi kya hai

Song details

Song video

Watch on YouTube