Roman script

ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhati

apne apne mukadar ki bat kiske hisse me kitni bati

ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhati

jo nazar na milai na jigar pe chot khai us dil ka  

fayda kya jo kisi pe aa na jaye hai vo zindgi 

bhi koi zindgi jo mohobat kiye bin kati

ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhati

jo hua na kisi ka dushman hai zindgi ka gaa le zara

jaha me nagma to ashqi ka tu jiya bhi to kya dou ghadi 

ke liye jo na ye pyar ki rat rati

ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhat

ye dil kon jane lut jaye kis bahane katne bhi de 

khushi se hai bahar ke zamane

lut gaye dil kai mit gaye dil kai

par mohobat  kabhi na ghati

ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhati

apne apne mukadar ki bat kiske hisse me kitni bati

Explore this song