Roman script

kasam hai 
ye mera pyar meri kasam hai
ye wada hai ke mera pyar meri kasam hai
kasam ye sanam na tute
kabhi jindagi me na ye sath chute
wo ho bewafa jo mohabbat me ruthe
ye wada hai ye mera pyar meri kasam hai
kasam ye sanam na tute 
kabhi jindagi me na ye sath chute
wo ho bewafa jo ha mohabbat me ruthe
pyar ka ye mausam yu chha raha hain dilo me apne 
khil gaye phulo me kitne arman kitne sapne 
yahi arman hain ye spne na chhute 
wo ho bewafa jo mohabbat me ruthe
ye wada hai ke mera pyar meri kasam hai
kasam ye sanam na tute
naam do hai apne ek jaan hai jaan liya hai
naino ki dori se hamne tumko bandh liya hai
ye bandhan hamara na marke bhi tute
wo ho bewafa jo mohabbat me ruthe
ye wada hai ye mera pyar meri kasam hai
kasam ye sanam na tute 
kabhi jindagi me na ye sath chute
wo ho bewafa jo mohabbat me ruthe
ye wada hai ye mera pyar meri kasam hai
kasam ye sanam na tute 
kabhi jindagi me na ye sath chute
wo ho bewafa jo mohabbat me ruthe

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu

actor: Ajay Devgan, Kajol