Roman script

ye umar ye mizaz khuda khair kare

ye umar ye mizaz khuda khair kare

ye umar ye mizaz khuda khair kare

kiska hai katal aaj khuda khair kare

kiska hai katal aaj khuda khair kare

ye umar ye mizaz khuda khair kare

tune is dil pe aisa var kiya 

teri chahat ne bekrar kiya

dundhate dhundhte thikane 

par aa gaye ham sahi nishane par

vaqt ka aaj tu sikandar hai 

ek toofan mere andar hai

mauj ko mauj se takrana hai 

aag ko aag se bhujana hai

tere liye hamne mere bake sitamgar 

chhod i hai sharam laaj khuda khair kare

chhod i hai sharam laaj khuda khair kare

chhod i hai sharam laaj khuda khair kare

kiska hai katal aaaj khuda khair kare

kiska hai katal aaaj khuda khair kare

khair kare khair kare khair kare khair kare

ye umar ye mizaz khuda khair kare

abhi tak hasino jawan hai vo 

galiya jaha hamne apni jawani luta di

mohabbat me lut jate hai deen iman 

bada teer mara jawani luta di

ye nazar ye mizaz khuda khair kare

ye nazar ye mizaz khuda khair kare

hampe lagi chot aaaj khuda khair kare

hampe lagi chot aaaj khuda khair kare

ye nahi chot ye hakikat hai 

hamko sach bolne ki aadat hai

naam badla hai desh badla hai 

teri khatir ye bhes badla hai

aa gaye aaj teri mahfil me le ke 

jazbat ye apne dil me

sar tera aaj to jhukana hai 

ye tamasha tujhe dikhana hai

kon kisko jhukaye dekhenge 

teri julfo ke saye dekhenge

ye badan kanch ka bilori hai 

ek resham ki kachi dori hai

isko ek baar jab bhi pakdenge 

apni baho me kas ke jakdenge

ye chalan tera chut jayega 

har bharam tera tut jayega

hamko jhukane wale tujhe ye khabar bhi hai

kanto ka hai ye taaj khuda khair kare

kanto ka hai ye taaj khuda khair kare

kanto ka hai ye taaj khuda khair kare

kiska hai katal aaaj khuda khair kare

kiska hai katal aaaj khuda khair kare

ye umar ye mizaz khuda khair kare

kaise maidan me tu ayegi 

bol kis tarah azmayegi

faiz izhar me kya rakha hai 

chhod takrar me kya rakha hai

fir bata age kya irada hai 

pura hoga ye apna vada hai

pyar ki dil me pyas rakhta hai 

mujhse milne ki as rakhta hai

tune is dil ki bat kah di hai 

apne hotho ko saz kehti hai

rat ko ankh khuli fizao me 

chand ki thandi thandi chao me

un fizao me bol kya hoga 

un hawao me bol kya hoga

apni baho ka sahara dungi 

tujhko jannat ka nazara dungi

ham vo masiha tere har ek rog ka

kar denge ab ilaaj khuda khair kare

kar denge ab ilaaj khuda khair kare

kar denge ab ilaaj khuda khair kare

Explore this song