Roman script

ye tuti botal ke tukde o sanam o sanam bewafa 

har tukda hai taswir mere dil ki beraham bewafa

kaho to sabke khali jam apne khun se bhar du

jo namanjur ho to isse tohfa or behtar du

chirago ko bhujhadu dil jalakar roshni kar du

mai sapna to na tha tumne magar sapna bana dala

mujhe pathar samjh kar apne raste se hata dala

bhikhari hi to hu achha kiya dar se utha dala

mai sapna to na tha tumne magar sapna bana dala

mujhe pathar samjh kar apne raste se hata dala

bikhari hi to hu achha kiya dar se utha dala

ye tuti botal ke tukde o sanam o sanam bewafa 

har tukda hai taswir mere dil ki beraham bewafa

ye tuti botal ke tukde o sanam o sanam bewafa

Explore this song