Roman script

ye tohfa tumhare pyar ka 

dil se pyara jan se pyara

ye tohfa tumhare pyar ka 

dil se pyara jan se pyara

ungli me meri anguthi tumhari 

chamka meri kismat ka tara

ye tohfa tumhare pyar ka dil se 

pyara jan se pyara

duniya me meri tum aa gaye ho 

aankho me meri tum cha gaye ho

duniya me meri tum aa gaye ho 

aankho me meri tum cha gaye ho

meri ummido ki duniya ko tumne 

kya kya nikhara kya kya sawara

ye tohfa tumhare pyar ka 

dil se pyara jan se pyara

kaisa jagaya mohabbat ka jadu 

dil pe bhi apne nahi ab to kabu

kaisa jagaya muhabbat ka jadu 

dil pe bhi apne nahi ab to kabu

kaisi azab hai mohabbat ki bazi 

dil tha hamara ab hai tumhara

ye tohfa tumhare pyar ka 

dil se pyara jaan se pyara

nazro se paigam dete hi rahna is 

dil ko aaram dete hi rahna

nazro se paigam dete hi rahna is 

dil ko aaram dete hi rahna

meri sabhi ka chaman mangta hai 

tabasum tumhara ishara tumhara

ye tohfa tumhare pyar ka 

dil se pyara jan se pyara

Explore this song