Roman script

ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum

ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum

meri ja rona nahi daman bhigona nahi

zuzu hogi sahar zuzu oh mere sanam

ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum

ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum

aankho me jo aasu bhare hai

hotho se apne mai inhe chhin lunga

raho me jo kaate biche hai

palko se mai inhe been lunga

meri preet ye jan le itna sach man le

zuzu harenge gum zuzu jitenge hum

ye to jindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum

ye to jindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum

moti abhi lutaye hai tune

jara muskurake tum kaliya luta do

jisko kabhi gum na mila ho

us admi ka tum pata to bata do

mere yaar kuch toh kaho zallim ab toh hanso

zuzu mar jaunga zuzu zuzu  tumhari kasam

ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum

ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum

meri ja rona nahi daman bhigona nahi

zuzu hogi sahar zuzu oh mere sanam

Explore this song