Roman script

ye teri kahani hai

ye teri kahani hai

aur meri jubani hai

aur meri jubani hai

hans hans ke banayi hai

hans hans ke banayi hai

ro ro ke sunani hai

ro ro ke sunani hai

ye teri kahani hai

waqt bahut kam hai

bas itni kahani hai

bas itni kahani hai

majbur mohabbat hai

majbur mohabbat hai

barbad jawani hai

barbad jawani hai

ye teri kahani hai

kyu ashk pe hasta hai

ye tera hi tohfa hai

ye tera hi tohfa hai

kyu jakhm se darta hai

kyu jakhm se darta hai

teri hi nishani hai

teri hi nishani hai

ye teri kahani hai

hum kah bhi nahi sakte

chup rah bhi nahi sakte

chup rah bhi nahi sakte

ye kaisa fasana hai

ye kaisa fasana hai

ye kaisi kahani hai

ye kaisi kahani hai

ye teri kahani hai

Explore this song