Roman script

ye tera sajna sawarna bin saajan ke bekar hai

ye bindiya chudi kangna bin saajan ke bekar hai

ye tera sajna sawarna bin saajan ke bekar hai

ye bindiya chudi kangna bin saajan ke bekar hai

dou din ka hai ye joban banne ko 

tera saajan ye aashiq taiyar hai 

kya banega mera saajan ja tu aashiq bekar hai 

mera lakho ka joban ja tu aashiq bekar hai

vo banega mera saajan vo banega 

mera balam jo aashiq dildar hai

ye tera sajna sawarna bin saajan ke bekar hai

o sapno ki rani kya rut hai ye mastani 

aa nain se nain mila le do din ki hai ye jawani 

do din ki hai ye jawani ye tera kajra gajra 

bin saajan ke bekar hai ye payal chudi jhumka 

bin saajan ke bekar hai do din ka hai ye joban

banne ko tera saajan ye aashiq taiyar hai

kya banega mera saajan ja tu aashiq bekar

mai phoolo ki dali hai chal meri matwali 

dil kaise tujhko de du teri niyat hai kali teri niyat hai kali

tujhse aachi to meri ye payal ki chankar hai

dil tujhko me na dungi dil dene se inkar hai

vo banega mera saajan vo banega

mera balam jo aashiq dildar hai

ye tera sajna sawarna bin saajan ke bekar hai

dil me hai teri dhadkan tu hai sapno ki dulhan 

mai tujhse pyar karunga o rani sara jiwan o rani sara jiwan 

mai ched rahi thi tujhko tu kis liye baizar hai

is ched chad me shamil o saajan mera pyar hai 

mai hu tera diwana mai hu teri diwani hum dono ko pyar hai

Explore this song