Roman script

ye tamana hi rahi unka payam aayega

dile nashad ko nazro se salam aayega

ye tamana hi rahi unka payam aayega

dil ko thokar na lagao ye bahut najuk hai 

ho dil ko thokar na lagao ye bahut najuk hai 

isko kadmo me pada rahne do kam aayega

dile nashad ko nazro se salam aayega

ye tamana hi rahi unka payam aayega

unke kuje se janaja mera jis din gujra

ho unke kuje se janaja mera jis din gujra

unke hotho pe hujur jis din mera naam aayega

dile nashad ko nazro se salam aayega

ye tamana hi rahi unka payam aayega

Explore this song