Roman script

yeh shok sitare karate hain ishare
aa baith ke do char ghadee pyar kare
ye raat jawa hai rangin sama hai 
aise mein sanam pyar ka ikrar kare
dekhe ek rang naya hai ye ulfat ki ghadi
raat hai banke mere samne dulhan si khadi
kasam tumheri jo hum pyar se inkar kare 
aa baith ke do char ghadee pyar kare
ye raat jawa hai rangin sama hai 
aa baith ke do char ghadee pyar kare
ye raat jawa hai rangin sama hai 
aise mein sanam pyar ka ikrar kare
raaje dil chhed ke ulfat ke tarane gaaye 
chahiye aisa ho raat ke gam dhime ho jaye
isi tarah se chaman pyar ka guljar kare
aa baith ke do char ghadee pyar kare
ye raat jawa hai rangin sama hai 
aa baith ke do char ghadee pyar kare
ye raat jawa hai rangin sama hai 
aise mein sanam pyar ka ikrar kare

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Hemant Kumar