Roman script

ye sheher ye sheher bada mashur 

hai ye sheher bada mashur hai

ji haa ye singapur hai ji haa ye singapur hai

sara din bhagta hai sari rat jagta hai

bhagta hai jagta hai aankho ka hai ye sheher

ye sheher bada mashur hai ji haa ye 

singapur hai ji haa ye singapur hai

yaha jo aaya yahi ka hoke rah gaya 

yaha jo aaya yahi ka hoke rah gaya

kisi hasi ki gali khoke rah gaya 

yaha jo aaya yahi ka hoke rah gaya

kisi hasi ki gali khoke rah gaya 

kis pe najar na jane jaye thahar

ye sheher bada mashur hai ji haa ye 

singapur hai ji haa ye singapur hai

tu hai to mai hu mai tere bin kya hu ye 

kya kaha kya mai tujhse juda hu

ye kya kaha kya mai tujhse juda 

hu tu hai to mai hu mai tere bin kya hu

ye kya kaha kya mai tujhse juda 

hu tu hai mera sahil mai hu leher

ye sheher bada mashur hai ji haa 

ye singapur hai ji haa ye singapur hai

mujhko diwana bana diya tune 

haye mujhko diwana bana diya tune

sara jamana bhula diya tune mujhko diwana bana diya tune

sara jamana bhula diya tune yad teri aati hai shamo sheher

ye sheher bada mashur hai ji haa 

ye singapur hai ji haa ye singapur hai

sara din bhagta hai sari rat jagta hai

bhagta hai jagta hai aankho ka hai ye sheher

ye sheher bada mashur hai ji haa ye 

singapur hai ji haa ye singapur hai

Explore this song