Roman script
yeh sama yeh najare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain yeh sama yeh najare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain rehta hai dil janey kaha betab se ham hain yaha juban pe in labo pe bas tera nam hai begane iss jahan se kya hame kam hai yeh sama yeh najare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain aji tumse jab se mohabbat huyi, hamari ajab si yeh halat huyi aji tumse jab se mohabbat huyi, hamari ajab si yeh halat huyi, tumne khata ki dil ruthne ki, tumko mili hai iski saja yeh sama yeh najare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain duwa me tumhe mangna aa gaya, hame rat bhar jagna aa gaya duwa me tumhe mangna aa gaya, hame rat bhar jagna aa gaya sach keh rahe hain darde jigar kaa hota hai dilbar apna maja ha yeh sama yeh najare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain hame bajuo me chhupa lo sanam, yeh chahat hai kaisi batao sanam hame bajuo me chhupa lo sanam, yeh chahat hai kaisi batao sanam darr lag raha hai madhoshiyo me ham kar naa baithe koyi khata yeh sama yeh najare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain yeh sama yeh najare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain rehta hai dil janey kaha, betab se ham hain yaha juban pe in labo pe bas teraa nam hai begane iss jahan se kya hame kam hai yeh sama yeh najare kho gaye hain ham kasam se tumhare ho gaye hain
Song details
- Singer: Babul Supriyo
- Singer: Anuradha Paudwal
- Film / album: Dhaai Akshar Prem Ke (2000)
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Sameer
- Actor: Abhishek Bachchan
- Actor: Aishwarya Rai
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Sushma Seth
- Actor: Harish Patel
- Actor: Dalip Tahil
- Actor: Tanvi Azmi
- Actor: Himani Shivpuri
- Actor: Supriya Karnik
- Actor: Salman Khan
- Actor: Sonali Bendre
- Actor: Inder Sudan
- Actor: Sanjay Batra
- Actor: Jimmy Moses
- Actor: Ganesh
- Actor: Kunal
- Actor: Neena Kulkarni
singer: Babul Supriyo, Anuradha Paudwal
actor: Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai