Roman script

ye sama ham tum jawan kah do to dil tadap jaye
ye pyar ki teri gali chodi na jaye haye re haye
mil jaye jo tujse najar  ye nanha sa dil dhadak jaye
ye pyar ki teri gali chodi na jaye haye re haye
bhigi bhigi ye chadni raat  aakho hi aakho me jaye
me khuch kahu dil khuch khe yad bairi balam ki sataye re
bin tere mujh ko gam ghere rahe dil udas har dam
ye sama ham tum jawan kahdo to dil tadap jaye
ye pyar ki teri gali ab chodi na jaye haye re haye
meri meri najro ke bheje hue tar ka to jawab do
meri meri thi kya khabar tum bhi niyat ke itne kharab ho
teri baki najar ki jhaki ladkhadate hai mere kadam
chiki bam chiki bam  chiki bam chiki bam 
chiki chiki chiki chiki chiki chiki bam chiki bam 
milne ka hai ye mausam ye shama tum jawa 
pahlu se dil tadap jaye
ye pyar ki teri gali chodi na jaye haye re haye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Meena Kapoor, Kishore Kumar