Roman script

ye raate aaha ye baate oho ye raate aaha ye baate oho

mausam kya hai o bekhabar mere jalwe teri nazar

julfo ki rut kali kali nazar nashili matwali

sama ye hai tere liye tere liye mere liye 

tu maan jaye agar

ye raate aaha ye baate oho ye raate aaha ye baate oho

masti me aaja o deewane chhed de hazaro afsaane

nazar mile shama jale shama jale sama khile

ho fir dilo ka safar 

ye raate aaha ye baate oho ye raate aaha ye baate oho

sunle sanam meri baate jake nahi aayengi ye raate

aaja kare koi jatan koi jatan o jane man

ki mil hi jaye nazar

ye raate aaha ye baate oho ye raate aaha ye baate oho

mausam kya hai o bekhabar mere jalwe teri nazar

ye raate aaha ye baate oho ye raate aaha ye baate oho

Explore this song