Roman script

ye raste ye masti, ye lamba safar

ye nazre tere sath mil jaaye gar

to khush ho jaaye nazaare

khil jaaye sapne sare

mausam ka asar hai, mujhpe hua

kya tum pe bhi hua hai

to kaho na

dil ne kuch kaha hai, to kaho na

to khush ho jaaye nazaare

khil jaaye sapne sare

mausam ka asar hai, mujhpe hua

kya tum pe bhi hua hai

to kaho na

pyaara sama hai meharba

keh do na ha, keh do na ha

samjho mohbbat ki ye juba

chal ud ke chhu le vo aasma

behka sa kuch pagla sa hai

dil ye mera kuch keh de na

dil ko mere kya hua

dil ke hai armaan kai

saanso me hai tufaan kai

tum bhi jara samjho na

sun dil ki sadaao ko sun

kya kehti hai dhadkan ki dhun

ye raste ye masti, ye lamba safar

ye nazre tere sath mil jaaye gar

to khush ho jaaye nazaare

khil jaaye sapne sare

mausam ka asar hai, mujhpe hua

kya tum pe bhi hua hai

to kaho na

dil ne kuch kaha hai, to kaho na

to khush ho jaaye nazaare

khil jaaye sapne sare

mausam ka asar hai, mujhpe hua

kya tum pe bhi hua hai

to kaho na

Explore this song