Roman script

ye range mehfil bahake huye dil
nagma hai aur saz hai 
ye range mehfil bahake huye dil
nagma hai aur saz hai 
aao kah de aaj dil me
jo bhi tere mere raaz hai
ye range mehfil bahake huye dil
nagma hai aur saz hai
aaj vo jalwo ke rang 
machal ke chalka du
aur ye hangama chalta
rahe na halka ho
o hum bhi to dekhe teri 
adaye kya tera andaz hai
aao kah de aaj dil me
jo bhi tere mere raaz hai
ye range mehfil bahake huye dil
nagma hai aur saz hai
chahiye kya usko 
jisko kisi ka pyar mile
yaar ki albeli do 
baho ka haar mile
ho jab se mila hai, ye pyar teraa
khud par mujhe naaz hai
aao kah de aaj dil me
jo bhi tere mere raz hai
ye range mehfil bahake huye dil
nagma hai aur saz hai

Song details

Song video

Watch on YouTube