Roman script
ye rang bhare badal, ye udta hua aachal kahta hai isharo se, mausam hai baharo ka aa dur kahi chal ye rang bhare badal, ye udta hua aachal kahta hai isharo se, mausam hai baharo ka aa dur kahi chal ye rang bhare badal teri ye hasi andaz sanam, diwana bana kar chodenge teri ye hasi andaz sanam, diwana bana kar chodenge ye soch liya hai pahle hi, tumhe apna bana kar chodenge ab rahe jindagi ki ho jayengi sahal ab rahe jindagi ki ho jayengi sahal ye rang bhare badal, ye udta hua aachal kahta hai isharo se, mausam hai baharo ka aa dur kahi chal ye rang bhare badal ye hasta hua rangin shama, kahi beet na jaye bato me ye hasta hua rangin shama, kahi beet na jaye bato me aye jane wafa takdir meri, hai aaj se tere hatho me tute na zindagi bhar, khwabo ka ye mahal tute na zindagi bhar, khwabo ka ye mahal ye rang bhare badal, ye udta hua aachal kahta hai isharo se mausam hai baharo ka aa dur kahi chal ye rang bhare badal
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Tu Nahin Aur Sahi (1960)
- Composer: Ravi
- Lyricist: Asad Bhopali
- Actor: Pradeep Kumar
- Actor: Kumkum
- Actor: Nishi
- Actor: Minu Mumtaz
- Actor: Helen
- Actor: Murad
- Actor: Kundan
- Actor: Tun Tun
- Actor: Dinshaw
Song video
singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle