Roman script

ye raat ye fizaye phir aaye ya na aaye

aao shamma bhuja ke hum aaj dil jalaye

ye raat ye fizaye phir aaye ya na aaye

aao shamma bhuja ke hum aaj dil jalaye

ye raat ye fizaye phir aaye ya na aaye

aao shamma bhuja ke hum aaj dil jalaye

ye raat ye fizaye

ye narm si khamosi ye reshmi andhera

kahta hai julf kholo ruk jayega savera

jugnu se mil ke chamke taare se jhilmilaye

aao shamma bhuja ke hum aaj dil jalaye

ye raat ye fizaye

biti huyi hawaye ab raat dhal rahi hai

aise me do dilo ki ek shamma jal rahi hai

ye pyaar ka ujala milke amar banaye

aao shamma bhuja ke hum aaj dil jalaye

ye raat ye fizaye

lyrics type by : ruby singh

Explore this song