Roman script

ye hawa ye raat ye chandni 
teri ek ada pe nisaar hai 
ye hawa ye raat ye chandni 
teri ek ada pe nisaar hai 
mujhe kyu na rahi ho teri aarzoo 
teri justju me bhaar hai 
he hawa ye raat ye chandni 
tujhe kya khabar hai o bekhabar 
tujhe kya khabar hai o bekhabar 
teri ek najar me hai kya asar 
tujhe kya khabar hai o bekhabar 
teri ek najar me hai kya asar 
jo gazab me aaye to kahar hai 
jo ho meharbaan  to karaar hai 
mujhe kyo na ho teri aarzoo 
teri justjuu me bhaar hai 
he hawa ye raat ye chandni 
teri baat baat hai dilnashi 
teri baat baat hai dilnashi 
koi tujhse badhkar nahi hai koi 
teri baat baat hai dilnashi 
koi tujhse badhkar nahi hai kahi 
khili haikali kali ye jo 
mastiyaan teri aas ka khumaar hai 
ye hawa ye raat ye chandni 
teri ek ada pe nisaar hai 
ye hawa ye raat ye chandni 
teri ek ada pe nisaar hai

Song details

Song video

Watch on YouTube