Roman script

pari dastano ki hur mere khwabon ki 

nain jiske tikhe the hoth gulabi the 

jiske aanchal mein dil ye simta tha 

jiski adaon pe jaan main deta tha 

koi yaad na aaye ye raat kat jaye 

tuta jo sapna dil ko na rulaye 

koi yaad na aaye ye raat kat jaye 

tuta jo sapna dil ko na rulaye 

wo mera mazi tha wo ek saya tha

na jane kyu wo dil ko bhaya tha 

jhuthi wo kasame jhthe the vade 

pyar ka bandhan kyu ye saza de 

yara bina to mujhko bite pal 

ab na sataye mujhko mera kal 

pari dastano ki hur mere khwabon ki 

nain jiske tikhe the hoth gulabi the 

jiske aanchal mein dil ye simta tha 

jiski adaon pe jaan main deta tha 

wo mera mazi tha wo ek saya tha

na jane kyu wo dil ko bhaya tha

Explore this song