Roman script

ye rat hai mahtabi sama hai deewana 

utha zara jhuka zara nigahe mastana 

ye rat hai mahtabi sama hai deewana 

utha zara jhuka zara nigahe mastana 

dekho to bahe yeh nazar nazar khilne ka 

chandni dhalti hai yeh waqt hai milne ka 

dekho to bahe yeh nazar nazar khilne ka 

chandni dhalti hai yeh waqt hai milne ka 

nazar mile jhalak pade nazar ka paimana

ye rat hai mahtabi sama hai deewana 

utha zara jhuka zara nigahe mastana

pyar se ao bhi ussi tarah lahara ke 

dil ki hai dil mein kidhar chale ghabra ke 

pyar se ao bhi ussi tarah laha ra ke 

dil ki hai dil mein kidhar chale ghabra ke 

zuda hai kyu khafa hai kyu sama se parvana 

ye rat hai mahtabi sama hai deewana 

utha zara jhuka zara nigahe mastana 

hotho pe khilti yeh ruki ruki si bate 

ati kaha se hai yeh mohabbato ki rate 

hotho pe khilti yeh ruki ruki si bate 

ati kaha se hai yeh mohabbato ki rate 

zuba se jo na kah sako vo mujhse sun jana

ye rat hai mahtabi sama hai deewana 

utha zara jhuka zara nigahe mastana 

ye rat hai mahtabi sama hai deewana 

utha zara jhuka zara nigahe mastana 

ye rat hai mahtabi sama hai deewana 

utha zara jhuka zara nigahe mastana

Explore this song