Roman script

nikal ke unke dil se hum 

sare mahfil me aa baithe

hamari muskil ye hai ke

badi muskil me aa baithe

jo milte rahte hai wo dil me sama jate hai

jo milke nahi milte wo yad bahut yad aate hai

ye pyar tha

ye pyar tha ya kuch or tha

ye pyar tha

ye pyar tha ya kuch or tha

na tujhe pata na mujhe pata

ye pyar tha

ye pyar tha ya kuch or tha

na tujhe pata na mujhe pata

ye nigaho ka hi kasur tha

ye nigaho ka hi kasur tha

na teri khata na meri khata

ye pyar tha ya kuch or tha

ye pyar tha

tere sukh ki sej saji rahe

tere sukh ki sej saji rahe

meri umar bhi tujhe ja lage

mai duaye dene me dene me

mai duaye dene me chur tha

na tujhe pata na mujhe pata

ye pyar tha ya kuch or tha

ye pyar tha ya kuch or tha

na tujhe pata na mujhe pata

ye nigaho ka hi kasur tha

ye nigaho ka hi kasur tha

na teri khata na meri khata

ye pyar tha ya kuch or tha

sari khusiya tujhpe waar ke

sari khusiya tujhpe waar ke

chala mai to sab kuch haar ke

yahi ishk ka dastur tha

na tujhe pata na mujhe pata

ye pyar tha ya kuch or tha

Explore this song