Roman script

ye pyar kya hai 

ye ek dhanak hai 

saato rango ki isme jhalak hai 

pahla rang hai suno kaisa

samne aaye koi aisa 

dil kahe khawabo me isko hi to 

dekha tha

dil kahe khawabo me isko hi to 

dekha tha

dusra rang pyar ka 

pahle se gehara zara

bhadti jitni kasish hai 

hoti utni khalish hai

kuch din rahta hai ye hi silsila

aage armano ka rang hai tisra

aage armano ka rang hai tisra

chutha rang ikarar ka

panchva intzar ka

aur wo rang jo chhatha hai

sapno ki wo ghata hai

har pal rahta hai dil khoya hua

satva rang kar deta hai 

diwana diwana

satva rang kar deta hai 

diwana 

ho ye pyar kya hai 

ye ek dhanak hai 

saato rango ki isme jhalak hai

Explore this song