Roman script

yeh pyar kya hai kisi ne na jana

yeh pyar kya hai kisi ne na jana

sab ki juban pe magar yeh fasana

jadu hai yeh kya pata, kab kis pe yeh chal gaya

shola hai yeh kya khabar, kab kiska dil jal gaya

yeh pyar kya hai kisi ne na jana

sab ki juban pe magar yeh fasana

pehle jara dil tham lo 

pehle jara dil tham lo phir pyar ka naam lo

na kuchh kaho na kuchh suno, aankho se yeh kaam lo

sab ke liye pyar ka yeh phul khilta nahi

sab ko magar pyar ka yeh gham bhi milta nahi

yeh pyar kya hai kisi ne na jana

sab ki juban pe magar yeh fasana

iss pyar me dil pe kabhi

iss pyar me dil pe kabhi kuchh jor chalta nahi

iss dil me jo bas jaye woh dil se nikalta nahi

kuchh log toh haar ke kya kuchh nahi kar gaye

unka bhi toh naam lo chupke se jo mar gaye

yeh pyar kya hai kisi ne na jana

sab ki juban pe magar yeh fasana

jadu hai yeh kya pata, kab kis pe yeh chal gaya

shola hai yeh kya khabar, kab kiska dil jal gaya

yeh pyar kya hai kisi ne na jana

sab ki juban pe magar yeh fasana

Explore this song