Roman script

ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa 

ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa 

kyu ghumta hai dil deewana ho jaise 

hai khwab ya kahani milan hai ye kaisa 

ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa 

kya pata kab hua kyu hua samna 

dil ne di ye sada thaam na thaam na 

jo hua so hua dil se dil ko mila 

ek kali jo hase bagh sara khilta hai 

hai khwab ya kahani milan hai ye kaisa 

ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa 

bhul kar ye jahan pyar me hum chale 

koi aahe bhare dil kisi ka jale 

ae mere hum safar hum chlenge waha 

pyar ki ho zameen pyar ka asman 

hai khwab ya kahani milan hai ye kaisa 

ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa 

kyu ghumta hai dil deewana ho jaise 

hai khwab ya kahani milan hai ye kaisa 

ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa 

ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa 

ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa

Explore this song