Roman script

than than ki suno jhankar, ye duniya hai kala bazaar

ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai

mai gol hu duniya gol

mai gol hu duniya gol, jo bolu khol du sab ki pol

ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai

ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai

rang gora ho ya kala ho, jag uska jo paise wala ho

ghapale se mile ya rishwat se, banta hai mukaddar daulat se

saccha hai yahan kangal, to beimaan hai malamal

ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai

ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai

bhagwan ke ghar bhi khot chale, puja ke liye bhi note chale

jo chahe karwalo dhan se, har kam bane donation se

milta hai us hi ko vote, dikhaye jo voter ko note

ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai

ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai

paiso pe agar mai marta hu, batlao bura kya karta hun

jab bajati hai shahnai dhan ki, tab uthti hai doli dulhan ki

mai gangu teli ko du raj

mai gangu teli ko du raj, gadho ke sir pe rakh du taj

ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai

ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai

than than ki suno jhankar, ye duniya hai kala bazaar

ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai

ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai

Explore this song