Roman script

khan khan karti hai chhan chhan karti hai

tujhpe marti hai ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

sun kya kahti hai aahe bharti hai

sun kya kahti hai aahe bharti hai

tujhse darti hai ye nili pili chudiya

ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

itna bura hal hai dil bejuban ka

hai yahi to waqt mere imtihan ka

itna bura hal hai dil bejuban ka

hai yahi to waqt mere imtihan ka

bedardi hai tu to mera dard jane ja

meri aankho ki bhasha ko tu pahcahne na

aa milke mita de ye duriya

khan khan karti hai chhan chhan karti hai

tujhpe marti hai ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

sun kya kahti hai aahe bharti hai

sun kya kahti hai aahe bharti hai

mujhse darti hai ye nili pili chudiya

ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

kahna nahi manti mujhko satati hai

sari sari rat ye mujhko jagati hai

kahna nahi manti mujhko satati hai

sari sari rat ye mujhko jagati hai

tanhai me ye to mujhko pyas deti hai

sanjh sawere bas ye tera naam leti hai

tu na samjhega meri majburiya

sun kya kahti hai aahe bharti hai

mujhse darti hai ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

khan khan karti hai chhan chhan karti hai

khan khan karti hai chhan chhan karti hai

tujhpe marti hai ye nili pili chudiya

ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

Explore this song