Roman script

ye nazakat ye alam shabab ka 

ik pyaala bhara hain sharab ka 

ho kahi chhalke na o kahi dhalke na 

oye wallah masallah masallah masallah 

oye wallah masallah masallah masallah

ye nazakat ye alam shabab ka 

ik pyaala bhara hain sharab ka 

ho kahi chhalke na o kahi dhalke na 

oye wallah masallah masallah masallah 

oye wallah masallah masallah masallah 

thandi saanse kabhi ishqiya hain

yaad jana hain aur hichkiya hain

thandi saanse kabhi ishqiya hain

yaad jana hain aur hichkiya hain

haal puchho na 

haal puchho na, khana kharab ka 

ik pyaala bhara hain sharab ka 

ho kahi chhalke na o kahi dhalke na 

oye wallah masallah masallah masallah 

oye wallah masallah masallah masallah 

chahe hontho se pee 

chahe aankho se pee

chahe hontho se pee 

chahe aankho se pee

jeene ka maja hain yahi zindagi 

dar tujhe kya

dar tujhe kya hisabo kitab ka 

ik pyaala bhara hain sharab ka 

ho kahi chhalke na o kahi dhalke na 

oye wallah masallah masallah masallah 

oye wallah masallah masallah masallah 

ye jawani ki raate

ye jawani ki raate, murado ke din 

khatarnak duniya khatarnak din 

phul murjha na 

phul murjha na jaye gulaab ka 

ik pyaala bhara hain sharab ka 

ho kahi chhalke na o kahi dhalke na 

oye wallah masallah masallah masallah 

oye wallah masallah masallah masallah 

ye nazakat ye alam shabab ka 

ik pyaala bhara hain sharab ka 

ho kahi chhalke na o kahi dhalke na 

oye wallah masallah masallah masallah 

oye wallah masallah masallah masallah

Explore this song