Roman script

ye nanha sa musafir kahi na kho jaye

dua karo ye safar khairiyat se ho jaye

saat samndar paar se chhod ke pardesh ko

tinku chala apne desh ko saat samndar paar se 

chhod ke pardesh ko tinku chala apne desh ko 

ye kya ho gaya tinku kho gaya

ye kya ho gaya tinku kho gaya

apne sath usko koi anjaan le gaya

chhod ke raste mein uska saman le gaya

lut ke chhote se dil ke arman le gaya

dekar dhokha pyar se

saat samndar paar se chhod ke pardesh ko

tinku chala apne desh ko

ek to the sanjog duje jag ke log

logo ne ye kam kiya haye kitne paap ka

bhukha pyara tinku ladla maa baap ka

chhote se hatho se pakde daman aapka

maange bhikh pukar se 

unko kya malum yahi hai wo majlul

jiska janmdin wo manane aaye 

apne dekho banke yu begane aaye hai

tinku ko tinku kiyaad dilane aaye hai

yado ke tyauhar se 

saat samndar paar se chhod ke pardesh ko

tinku chala apne desh ko

begano ka pyar do din ki bahar

apni god bhari to gair ki mamta mar gayi

jin aankho mein pyar tha un mein nafart bhar gayi

tinku itni jor se roya duniya dar gayi

ud gaya panchhi daar se haye kho gaya

tinku so gaya tinku so gaya

tinku so gaya tinku so gaya

tinku jaag uthe maange ye dua sare

lekin jisko raam bachaye 

kaun use maare teer se talwar se

Explore this song