Roman script

din mahina sanam saal aisa na tha

mera pahle kabhi haal aisa na tha

aisi khumari na thi ye bekarari na thi dil dhadkata na tha

ye mujhe kya hua ye mujhe kya hua

ha mujhe kya hua ye mujhe kya hua kya hua, kya hua

din mahina sanam saal aisa na tha

mera pahle kabhi haal aisa na tha

badi bekarari thi kal sham se mera jiya tadpe tere naam se

badi bekarari thi kal sham se mera jiya tadpe tere naam se

teri tanhai ka ahsas hai, mere bhi labo me teri pyas hai

yado me mele na the khwabo ke rele na the, dil machalta na tha

ye mujhe kya hua ye mujhe kya hua

ha mujhe kya hua ye mujhe kya hua kya hua, kya hua

tune mujhe chaha tera sukriya maine bhi mera dil tujhe de diya

tune mujhe chaha tera sukriya maine bhi mera dil tujhe de diya

teri inhi bato pe marne lagi, tere liye mai aahe bharne lagi

aise najare na the, aise ishare na thi, mai bhi aisi na thi

ye mujhe kya hua ye mujhe kya hua

ha mujhe kya hua ye mujhe kya hua kya hua, kya hua

din mahina sanam saal aisa na tha

mera pahle kabhi haal aisa na tha

aisi khumari na thi ye bekarari na thi dil dhadkata na tha

ye mujhe kya hua ye mujhe kya hua

ha mujhe kya hua ye mujhe kya hua

Explore this song