Roman script

ye meri bala jane hai kitne yaha gum
mere dil ki hasi duniya saj or sanam saj or sanam
ye meri bala jane hai kitne yaha gum
mere dil ki hasi duniya saj or sanam saj or sanam
dil se najar tak tere ujale baho me aaja ya mujhko bulale
dil se najar tak tere ujale baho me aaja ya mujhko bulale
dil se najar tak 
hawa me mahka aachal lahra bhi de 
faza me tan ki khusbu bikhra bhi de
na jane kab se pyasa hai dil
labo se apni surkhi chalka bhi de
dube abhi khusi me sare gum
dil se najar tak te tere ujale
baho me aaja ya mujhko bulale dil se najar tak

Song details

Song video

Watch on YouTube