Roman script

ae babu hum aaye hai 
khel tamaashe hum laaye hai
aisa khel dikhayenge hum sab ko khush kar jaayenge
haathi, mai iska saathi
ye mera haathi mai iska saathi 
hum dono ki jodi kya kya khel hai dikhlaati
ye mera haathi mai iska saathi 
hum dono ki jodi kya kya khel hai dikhlaati
are hum dono ki jodi kya kya khel hai dikhlaati
mai jo gaau to ye naache 
mai jo gaau to ye naache 
kare salaami haath uthaa ke 
mai jo gaau to ye naache 
kare salaami haath uthaa ke 
dekho rang jamaaye kartab nye nye dikhaye
khel humaara dekh ke duniya paise barsaati
ye mera haathi mai iska saathi 
hum dono ki jodi kya kya khel hai dikhlaati
ye mera haathi mai iska saathi 
hum dono ki jodi kya kya khel hai dikhlaati
are hum dono ki jodi kya kya khel hai dikhlaati

Song details

singer: Manhar Udhas, Kavita Krishnamurthy