Roman script

dil se tujhko ko bedili hai  
mujhko haye dil ka garur 
tu ye mane ke na mane log manege jarur 
ye mera diwanapan ya mohabbat ka sarur 
ye mera diwanapan ya mohabbat ka sarur 
tu na pehchane to hai ye teri najro ka kasur 
ye mera diwanapan 
dil ko teri hi tamanna 
dil ko hi tujhse pyar 
chahe tu aaye ya na aaye hum karege intzaar 
ye mera diwanapan ya mohabbat ka sarur 
tu na pehchane to hai ye teri najro ka kasur
aise virane mein ek din ghut ke maar jayege hum 
jitna jee chahe pukaro phir nahi aayege hum 
ye mera diwanapan ya mohabbat ka sarur 
ye mera diwanapan ya mohabbat ka sarur 
ye mera diwanapan ya mohabbat ka sarur 
ye mera diwanapan ya mohabbat ka sarur

Song details

Song video

Watch on YouTube