Roman script

ye matwala gaadi wala jiya le jata hai 

preet laga ke drd jaga ke daga de jata hai ye matwala 

ye matwala gaadi wala jiya le jata hai 

preet laga ke drd jaga ke daga de jata hai ye matwala 

khet hara hai dhan bhara hai unchi unchi waliya 

thumak thumak kheto me nache choli ghaghar waliya 

fasle deti taliya 

apne nagar ko pyar ke ghar ko bhula ke jata hai 

preet laga ke drd jaga ke daga de jata hai ye matwala 

grm lagegi chhaw gaon ki mithe jag ki nokri 

inhe dur ka dhol suhana fiki ghar ki pankri 

mai aeso pe kyu mari 

kar dil khatta mera duptta uda le jata hai 

preet laga ke drd jaga ke daga de jata hai ye matwala 

ye matwala gaadi wala jiya le jata hai 

preet laga ke drd jaga ke daga de jata hai ye matwala

Explore this song