Roman script

ye main kaha aa gayi raasta bhul ke

ye main kaha aa gayi raasta bhul ke

ke jaise khat kahin gire

sahi pata bhul ke

sahi jagah aa gayi tu raasta bhul ke

sahi jagah aa gayi tu raasta bhul ke

yaha koi karega na kabhi khata bhul ke

yaha koi karega na kabhi khata bhul ke

kal kahan thi ye mujhe khabar nahi hai

dil pe kisi yaad ka asar nahi hai

kal kahan thi ye mujhe khabar nahi hai

dil pe kisi yaad ka asar nahi hai

jab kuch yaha waha idhar udhar nahi hai

to jo hai uspe teri kyu najar nahi hai

tu muskura jo ho gaya vo haadsa bhul ke

ye main kaha kaha kaha

aa gayi raasta bhul ke

bol ya na bol baat ye jubaan se

tu pari hai jo giri hai aasmaan se

are bol ya na bol baat ye jubaan se

tu pari hai jo giri hai aasmaan se

jo hun kisi pari khaandan se

fir to main utha ke sar chalungi shaan se

ji shukriya jo mera naam pari liya bhul ke

sahi jagah aa gayi tu raasta bhul ke

ke jaise khat kahin gire

sahi pata bhul ke

sahi jagah aa gayi tu raasta bhul ke

Explore this song