Roman script

banno ki mehandi kya kehna, banno kaa joda kya kehna

banno lage hai phulo kaa gehna, banno ki aankhe kajrari

banno lage sab se pyari, banno pe jau mai wari wari

banno ki saheli resham ki dori

chhup chhupke sharmaye dekhe chori chori 

banno ki saheli resham ki dori

chhup chhupke sharmaye dekhe chori chori

yeh mane ya naa mane mai toh ispe mar gaya

ye ladki hay allah, hay hay re allah 

ye ladki hai allah, hay hay re allah 

babul ki galiya na chhadke jana, pagal divana isko samjhana 

babul ki galiya na chhadke jana, pagal divana isko samjhana 

dekho ji dekho yeh toh mere pichhe pad gaya

yeh ladka hay allah, hay hay re allah 

yeh ladka hay allah, hay hay re allah 

lab kahe naa kahe, bolati hai najar

pyar nahi chhupta, yaar chhupane se 

pyar nahi chhupta, yaar chhupane se 

ha rup ghunghat me ho toh suhana lage

baat nahi banati, yaar batane se

yeh dil ki baate dil hi jane ya jane khuda

yeh ladki hay allah, hay hay re allah

yeh ladka hay allah, hay hay re allah 

mangne se kabhi hath milta nahi

jodiya banati hai pehle se sab ki

jodiya banati hai pehle se sab ki

ho, leke barat ghar tere aaunga mai

meri nahi yeh toh marji hai rab kee

are ja re ja yeh jhuthi muthi baate naa bana

yeh ladka hai allah, hay hay re allah

yeh ladka hai allah, hay hay re allah

banno ki saheli resham ki dori

chhup chhupke sharmaye dekhe chori chori

babul ki galiya na chhadke jana, pagal divana isko samjhana

yeh mane ya naa mane mai toh ispe mar gaya

yeh ladki yeh ladki hay allah, hay hay re allah 

yeh ladka hai allah, hay hay re allah

yeh ladki hay allah, hay hay re allah 

yeh ladka hai allah, hay hay re allah

Explore this song