Roman script

ye lal rang kab mujhe chhodega 

ye lal rang kab mujhe chhodega 

ye lal rang kab mujhe chhodega 

mera gam, kab talak, mera dil todega 

ye lal rang kab mujhe chhodega 

kisi ka bhi liya naam to, aayi yaad, tu hi tu 

kisi ka bhi liya naam to, aayi yaad, tu hi tu 

ye to pyala sharaab ka, ban gaya ye lahu

ye lal rang kab mujhe chhodega 

peene ki kasam daal di, peeunga kis tarah, ha 

peene ki kasam daal di, peeunga kis tarah

ye na socha tune yaar main, jeeunga kis tarah 

ye lal rang kab mujhe chhodega 

chala jaau kahin chhod kar, main tera ye shehar, ha

chala jaau kahin chhod kar, main tera ye shehar

na to yaha amrit mile, peene ko, na zehar

haye, ye lal rang kab mujhe chhodega 

mera gham, kab talak, mera dil todega 

ye lal rang kab mujhe chhodega

Explore this song