Roman script

jhoothe moothe vaade wafaon ke gina ke

jhoothe moothe vaade wafaon ke gina ke

apne deewane ko tu chhod gayi, chhod gayi

yeh kya kiya sylvia yeh kya kiya sylvia

ek bhanwre se nain lada ke

apne piya ka dil tod gayi, tod gayi

yeh kya kiya sylvia yeh kyun kiya

sachche jazbaat ki kadar nahi haaye

tujhe kisi ghair ki chhuan sada bhaaye

ho sachche jazbaat ki kadar nahi haaye

tujhe kisi ghair ki chhuan sada bhaaye

zamana de duhaai kaahe woh phir khaayi

ji woh khasmon se munh mod gayi, mod gayi

yeh kya kiya sylvia yeh kya kiya sylvia

ho bura tha sayana muqar hi gaya na

ruswayi reh gayi, ruswayi

ghonsla suhana ujad hi gaya na

tanhaai reh gayi, tanhaai…

aankhon ke surme ko daag banaya

kaanch ke ankhiyan ko phoonk jalaya

fitrat mein teri thi bewafaayi

tu pyar pe tohmat chhod gayi

yeh kya kiya sylvia yeh kya kiya sylvia

yeh kya kiya sylvia.

Explore this song