Roman script

ye kya jadu sa kar dala pyar ne

pagal mastana kar dala yaar ne

dil chahe kuch kar jawa

oye rabba mai mar jawa

ye kya jadu sa kar dala pyar ne haye

pagal mastana kar dala yaar ne

dil chahe kuch kar jawa

oye rabba mai mar jawa

ye kya jadu sa kar dala pyar ne

pagal mastana kar dala yaar ne

jaise mile hath aise hi mil jaye 

ae kaash do dil kunware

dil me na reh jaye hothon pe aa jaye 

aankhon mein hai jo ishare

chandni raat ho chahe barsat ho

kuch bhi ho jaldi magar phir mulakat ho

ye kya jadu sa kar dala pyar ne

pagal mastana kar dala yaar ne

o dilli walo suno mai sunata hu

tum ko ye dil ki kahani

aati hai sab par magar 

toot kar aisi aayi hai us pe jawani

mai toot kar reh gaya mauj mein beh gaya

jane kehna tha kya aur kya keh gaya

ye kya jadu sa kar dala pyar ne

pagal mastana kar dala yaar ne

dil chahe kuch kar jawa

oye rabba mai mar jawa

ye kya jadu sa kar dala pyar ne

pagal mastana kar dala yaar ne

Explore this song