Roman script

ye kya huwa mera dil kho gaya are 

ye kya huwa mera dil kho gaya

ye kaisa jaadu kiya sanam pal bhar mein ho gayi teri balam 

ab tujh bin raha naa jaaye ye kya huwa mera dil kho gaya

ye kaisa jaadu kiya sanam pal bhar mein ho gaye tere hum 

ab tujh bin raha naa jaaye re 

bas dekha aur pehchan liya tujhe maine apna maan liya 

pehli hi nazar mujhe lut gayi main lagne lagi nayi nayi 

ho bas dekha aur pehchan liya tujhe maine apna maan liya 

pehli hi nazar mujhe lut gayi main lagne lagi nayi nayi 

sun o piya mujhe ye kya huwa 

are re sun o piya mujhe ye kya huwa

ye kaisa jaadu kiya sanam pal bhar mein ho gayi teri balam 

ab tujh bin raha naa jaaye 

tu pyar hai pyar ki khushboo hai mere jivan mein tu hi tu hai 

tu rajkumar hai sapno ka ae saathi mere janmo ka 

tu pyar hai pyar ki khushboo hai mere jivan mein tu hi tu hai 

tu rajkumar hai sapno ka ae saathi mere janmo ka 

tu hai mera bas tu hai mera tu hai mera bas tu hai mera

ye kaisa jaadu kiya sanam pal bhar mein ho gayi teri balam 

ab tujh bin raha naa jaaye re

ab aur naa dil ko tarasao kuch pyar ka amrit barasao 

jo pyar kabhi kam ho naa sake tum utna pyar badha jaao 

ab aur naa dil ko tarasao kuchh pyar ka amrut barasao 

jo pyar kabhi kam ho naa sake tum utna pyar badha jaao 

dil hai tera aur main bhi teri are re dil hai tera aur main bhi teri

ye kaisa jaadu kiya sanam pal bhar mein ho gayi teri balam 

ab tujh bin raha naa jaaye re

Explore this song